O you who have believed, obey Allah and obey the Messenger and those in authority among you. And if you disagree over anything, refer it to Allah and the Messenger, if you should believe in Allah and the Last Day. That is the best [way] and best in result.
Aey eman walo! Farmanbardari kero Allah Taalaa ki aur farmanbardari kero rasool ( PBUH ) ki aur tum mein say ikhtiyar walon ki. Phir agar kissi cheez mein ikhtilaf kero to ussay lotao Allah Taalaa ki taraf aur rasool ki taraf agar tumhen Allah Taalaa per aur qayamat kay din per eman hai. Yeh boht behtar hai aur ba aetbaar anjam kay boht acha hai.
ऐ ईमान वालो! अल्लाह की इताअत करो और रसूल की इताअत करो और अपने में से ज़िम्मेदारों की, फिर अगर तुम्हारे दरमियान किसी चीज़ में इख़्तिलाफ़ हो जाए तो उसको अल्लाह और रसूल के हवाले कर दो, अगर तुम अल्लाह पर और आख़िरत के दिन पर ईमान रखते हो, यह बात अच्छी है और इसका अंजाम बेहतर है।