And We had certainly given Luqman wisdom [and said], "Be grateful to Allah ." And whoever is grateful is grateful for [the benefit of] himself. And whoever denies [His favor] - then indeed, Allah is Free of need and Praiseworthy.
Aur hum ney yaqeenan luqman ko hikmat di thi kay tu Allah Taalaa ka shukar ker her shukar kerney wala apnay hi nafay kay liye shukar kerta hai jo bhi na shukri keray woh jaan ley kay Allah Taalaa bey niyaz aur tareefon wala hai.
निश्चय ही हम ने लुकमान को तत्वदर्शिता प्रदान की थी कि अल्लाह के प्रति कृतज्ञता दिखलाओ और जो कोई कृतज्ञता दिखलाए, वह अपने ही भले के लिए कृतज्ञता दिखलाता है। और जिस ने अकृतज्ञता दिखलाई तो अल्लाह वास्तव में निस्पृह, प्रशंसनीय है