And We have already sent messengers before you. Among them are those [whose stories] We have related to you, and among them are those [whose stories] We have not related to you. And it was not for any messenger to bring a sign [or verse] except by permission of Allah . So when the command of Allah comes, it will be concluded in truth, and the falsifiers will thereupon lose [all].
Yaqeenan hum aap say pehlay bhi boht say rasool bhej chukay hain jinn mein say baaz kay ( waqeyaat ) hum aap ko biyan ker chukay hain aur unn mein say baaz kay ( qissay ) to hum ney aap ko biyan hi nahi kiyey aur kissi rasool ka yeh ( maqdoor ) na tha kay koi mojzza Allah ki ijazat kay baghair la sakay phir jiss waqt Allah ka hukum aaye ga haq kay sath faisla ker diya jayega aur uss jagah ahl-e-baatil khasaray mein reh jayen gay.
हम तुम से पहले कितने ही रसूल भेज चुके हैं। उन में से कुछ तो वे हैं जिन के वृत्तान्त का उल्लेख हम ने तुम से किया है और उन में ऐसे भी हैं जिन के वृत्तान्त का उल्लेख हम ने तुम से नहीं किया। किसी रसूल को भी यह सामर्थ्य प्राप्त न थी कि वह अल्लाह की अनुज्ञा के बिना कोई निशानी ले आए। फिर जब अल्लाह का आदेश आ जाता है तो ठीक-ठीक फ़ैसला कर दिया जाता है। और उस समय झूठ वाले घाटे में पड़ जाते हैं