And if you brought to those who were given the Scripture every sign, they would not follow your qiblah. Nor will you be a follower of their qiblah. Nor would they be followers of one another's qiblah. So if you were to follow their desires after what has come to you of knowledge, indeed, you would then be among the wrongdoers.
Aur aap agar cheh ehal-e-kitab ko tamam daleelen dey den lekin woh aap kay qiblay ki pairwi nahi keren gay aur na aap inn kay qiblay ko manney walay hain aur na yeh aapas mein aik doosray kay qiblay ko manney walay hain aur agar aap ba wajood yeh kay aap kay pass ilm aa chuka phir bhi inn ki khuwaishon kay peechay lag jayen to bil yaqeen aap bhi zalimon mein say hojayen.
और अगर तुम उन अहले-किताब के सामने तमाम दलीलें पेश कर दो, तब भी वे तुम्हारे क़िबले को न मानेंगे, और न तुम उनके क़िबले की पैरवी कर सकते हो, और न वे ख़ुद एक-दूसरे के क़िबले को मानते हैं, और इस इल्म के बाद जो तुम्हारे पास आ चुका है अगर तुम उनकी ख़्वाहिशों की पैरवी करोगे तो यक़ीनन ज़ालिमों में से हो जाओगे।