Then is one to whom the evil of his deed has been made attractive so he considers it good [like one rightly guided]? For indeed, Allah sends astray whom He wills and guides whom He wills. So do not let yourself perish over them in regret. Indeed, Allah is Knowing of what they do.
Kiya pus woh shaks jiss kay liye uss kay burray aemaal muzayyan ker diye gaye hain pus woh unhen acha samajhta hai ( kiya woh hidayat yaafta shaks jaisa hai ) ( yaqeen mano ) kay Allah jissay chahaye gumraah kerta hai aur jissay chahaye raah-e-raast dikhata hai pus aap ko inn per ghum kha kha ker apni jaan halak mein na daalni chahayey yeh jo kuch ker rahey hain uss say yaqeenan Allah Taalaa ba-khoobi waqif hai.
फिर क्या वह व्यक्ति जिस के लिए उस का बुरा कर्म सुहाना बना दिया गया हो और वह उसे अच्छा दिख रहा हो (तो क्या वह बुराई को छोड़ेगा)? निश्चय ही अल्लाह जिसे चाहता है मार्ग से वंचित रखता है और जिसे चाहता है सीधा मार्ग दिखाता है। अतः उन पर अफ़सोस करते-करते तुम्हारी जान न जाती रहे। अल्लाह भली-भाँति जानता है जो कुछ वे रच रहे हैं