He has ordained for you of religion what He enjoined upon Noah and that which We have revealed to you, [O Muhammad], and what We enjoined upon Abraham and Moses and Jesus - to establish the religion and not be divided therein. Difficult for those who associate others with Allah is that to which you invite them. Allah chooses for Himself whom He wills and guides to Himself whoever turns back [to Him].
Allah Taalaa ney tumharay liye wohi deen muqarrar ker diya hai jiss kay qaeem kerney ka uss ney Nooh ( alh-e-salam ) ko hukum diya tha aur jo ( ba-zariya wahee ) hum ney teri taraf bhej di hai aur jiss ka takeedi hukum hum ney Ibrahim aur Musa aur Essa ( alheem-us-salam ) ko diya tha kay iss deen ko qaeem rakhna aur iss mein phoot na dalna jiss cheez ki taraf aap ehen bula rahey hain who to ( inn ) mushrikon per giran guzarti hai Allah Taalaa jissay chahata hai apna bargazeedah banata hai aur jo bhi uss ki taraf rujoo keray who uss ki sahih rehnumaee kerta hai.
उस ने तुम्हारे लिए वही धर्म निर्धारित किया जिस की ताकीद उस ने नूह को की थी।" और वह (जीवन्त आदेश) जिस की प्रकाशना हम ने तुम्हारी ओर की है और वह जिस की ताकीद हम ने इबराहीम और मूसा और ईसा को की थी यह है कि "धर्म को क़ायम करो और उस के विषय में अलग-अलग न हो जाओ।" बहुदेववादियों को वह चीज़ बहुत अप्रिय है, जिस की ओर तुम उन्हें बुलाते हो। अल्लाह जिसे चाहता है अपनी ओर छाँट लेता है और अपनी ओर का मार्ग उसी को दिखाता है जो उस की ओर रुजू करता है