And [remember] when the Prophet confided to one of his wives a statement; and when she informed [another] of it and Allah showed it to him, he made known part of it and ignored a part. And when he informed her about it, she said, "Who told you this?" He said, "I was informed by the Knowing, the Acquainted."
Aur yaad ker jab nabi ney apni baaz aurton say aik posheeda baat kahi pus jab uss ney uss baat ki khabar ker di aur Allah ney apney nabi ko iss per aagah ker diya to nabi ney thori si baat to bata di aur thori si taal gaye phir jab nabi ney apni biwi ko yeh baat bataee to woh kehnay lagi iss ki khabar aap ko kiss ney di. Kaha sab jannay walay poori khabar rakhney walay Allah ney mujhay yeh batlaya hai.
जब नबी ने अपनी पत्ऩियों में से किसी से एक गोपनीय बात कही, फिर जब उस ने उस की ख़बर कर दी और अल्लाह ने उसे उस पर ज़ाहिर कर दिया, तो उस ने उसे किसी हद तक बता दिया और किसी हद तक टाल गया। फिर जब उस ने उस की उसे ख़बर की तो वह बोली, "आप को इस की ख़बर किसने दी?" उस ने कहा, "मुझे उस ने ख़बर दी जो सब कुछ जानने वाला, ख़बर रखने वाला है।"