Who establish prayer and give zakah, and they, of the Hereafter, are certain [in faith].
Jo log namaz qaeem kertay hain aur zakat ada kertay hain aur aakhirat per ( kamil ) yaqeen rakhtay hain.
जो नमाज़ का आयोजन करते हैं और ज़कात देते हैं और आख़िरत पर विश्वास रखते हैं
Those are on [right] guidance from their Lord, and it is those who are the successful.
Yehi log hain jo apnay rab ki taraf say hidayat per hain aur yehi log nijat paney walay hain.
वही अपने रब की और से मार्ग पर हैं और वही सफल हैं