Do you not see that Allah sends down rain from the sky, and We produce thereby fruits of varying colors? And in the mountains are tracts, white and red of varying shades and [some] extremely black.
Kiya aap ney iss baat per nazar nahi ki kay Allah Taalaa ney aasman say pani utara phir hum ney iss kay zariyey say mukhtalif rangaton kay phal nikalay aur paharon kay mukhtalif hissay hain safaid aur surukh kay inn ki bhi rangaten mukhtalif hain aur boht gehray siyah.
क्या तुम ने नहीं देखा कि अल्लाह ने आकाश से पानी बरसाया, फिर उस के द्वारा हम ने फल निकाले, जिन के रंग विभिन्न प्रकार के होते हैं? और पहाड़ो में भी श्वेत और लाल विभिन्न रंगों की धारियाँ पाई जाती हैं, और भुजंग काली भी
And among people and moving creatures and grazing livestock are various colors similarly. Only those fear Allah , from among His servants, who have knowledge. Indeed, Allah is Exalted in Might and Forgiving.
Aur issi tarah aadmiyon aur janwaron aur chopayon mein bhi baaz aisay hain kay unn ki rangaten mukhtalif hain Allah say uss kay wohi banday dartay hain jo ilm rakhtay hain waqaee Allah Taalaa zabardast bara bakhsney wala hai.
और मनुष्यों और जानवरों और चौपायों के रंग भी इसी प्रकार भिन्न हैं। अल्लाह से डरते तो उस के वही बन्दे हैं, जो बाख़बर हैं। निश्चय ही अल्लाह अत्यन्त प्रभुत्वशाली, क्षमाशील है