[Remember, O believers], when Allah promised you one of the two groups - that it would be yours - and you wished that the unarmed one would be yours. But Allah intended to establish the truth by His words and to eliminate the disbelievers
Aur tum log uss waqt ko yaad kero! Jab kay Allah tum say unn do jamaton mein say aik ka wada kerta tha kay woh tumharay haath aajaye gi aur tum iss tamanna mein thay kay ghair musallah jamat tumharay haath aajaye aur Allah Taalaa ko yeh manzoor tha kay apney ehkaam say haq ka haq hona sabit kerdey aur inn kafiron ki jarr kaat dey.
और जब अल्लाह तुम से वादा कर रहा था कि दो जमातों में से एक तुमको मिल जाएगी और तुम चाहते थे कि जिसमें काँटा ना लगे वह तुमको मिले, और अल्लाह चाहता था कि वह हक़ का हक़ होना साबित कर दे अपने कलिमात से और मुनकिरों की जड़ काट दे।
That He should establish the truth and abolish falsehood, even if the criminals disliked it.
Takay haq ka haq hona aur baatil ka baatil hona sabit kerdey go yeh mujrim log na pasand hi keren.
ताकि हक़ हक़ होकर रहे और बातिल बातिल होकर रह जाए चाहे मुजरिमों को कितना ही नापसंद हो।