And if We give man a taste of mercy from Us and then We withdraw it from him, indeed, he is despairing and ungrateful.
Agar hum insan ko apni kissi nemat ka zaeeqa chakha ker phir ussay iss say ley len to boht hi na umeed aur bara hi na shukra bann jata hai.
और अगर हम इंसान को अपनी किसी रहमत से नवाज़ते हैं फिर उससे उसको महरूम कर देते हैं तो वह मायूस और नाशुक्रा बन जाता है।
But if We give him a taste of favor after hardship has touched him, he will surely say, "Bad times have left me." Indeed, he is exultant and boastful -
Aur agar hum ussay koi nemat chakhayen iss sakhti kay baad jo ussay phonch chuki thi wo woh kehney lagta hai kay bus buraiyan mujh say jati rahin yaqeenan woh bara hi itraney wala shekhi khor hai.
और अगर किसी तकलीफ़ के बाद जो उसको पहुँची थी, उसको हम नेमत से नवाज़ते हैं तो वह कहता है कि सारी मुसीबतें मुझ से दूर हो गईं (और) वह इतराने वाला, अकड़ने वाला बन जाता है।
Except for those who are patient and do righteous deeds; those will have forgiveness and great reward.
Siwaye unn kay jo sabar kertay hain aur nek kaamon mein lagay rehtay hain, enhi logon kay liye bakhsish bhi hai aur boht bara nek badla bhi.
मगर जो लोग सब्र करने वाले और नेक अमल करने वाले हैं, उनके लिए बख़्शिश है और बड़ा अज्र है।