Allah keeps firm those who believe, with the firm word, in worldly life and in the Hereafter. And Allah sends astray the wrongdoers. And Allah does what He wills.
Eman walon ko Allah Taalaa pakki baat kay sath mazboot rakhta hai duniya ki zindagi mein bhi aur aakhirat mein bhi haan na insaf logon ko Allah behka deta hai aur Allah jo chahaye ker guzray.
अल्लाह वालों को एक पक्की बात से दुनिया और आख़िरत में मज़बूत करता है, और अल्लाह ज़ालिमों को भटका देता है, और अल्लाह करता है जो वह चाहता है।
The Fire, they are exposed to it morning and evening. And the Day the Hour appears [it will be said], "Make the people of Pharaoh enter the severest punishment."
Aag hai jiss kay samney yeh her subah shaam laye jatay hain aur jiss din qayamat qaeem hogi ( farman hoga kay ) firaoniyon ko sakht tareen azab mein daalo.
अर्थात आग ने; जिस के सामने वे प्रातःकाल और सायंकाल पेश किए जाते हैं। और जिस दिन क़ियामत की घड़ी घटित होगी (कहा जाएगा), "फ़िरऔन के लोगों को निकृष्टतम यातना में प्रविष्टी कराओ!"