Allah has promised those who believe and do righteous deeds [that] for them there is forgiveness and great reward.
Allah Taalaa ka wada hai jo eman layen aur nek kaam keren unn kay liye wasee maghfirat aur boht bara ajar-o-sawab hai.
जो लोग ईमान लाए और उन्होंने नेक काम किए उनसे अल्लाह का वादा है कि उनके लिए बख़्शिश और बड़ा अज्र है।
Except for those who are patient and do righteous deeds; those will have forgiveness and great reward.
Siwaye unn kay jo sabar kertay hain aur nek kaamon mein lagay rehtay hain, enhi logon kay liye bakhsish bhi hai aur boht bara nek badla bhi.
मगर जो लोग सब्र करने वाले और नेक अमल करने वाले हैं, उनके लिए बख़्शिश है और बड़ा अज्र है।
Those who disbelieve will have a severe punishment, and those who believe and do righteous deeds will have forgiveness and great reward.
Jo log kafir huyey unn kay liye sakht saza hai aur jo log eman laye aur nek aemaal kiye unn kay liye baksshish hai aur ( boht ) bara ajar hai.
वे लोग हैं कि जिन्होंने इनकार किया उन के लिए कठोर यातना है। किन्तु जो ईमान लाए और उन्होंने अच्छे कर्म किए उन के लिए क्षमा और बड़ा प्रतिदान है
Indeed, those who fear their Lord unseen will have forgiveness and great reward.
Be-shak jo log apnay perwerdigaar say ghaeebana tor per dartay rehtay hain unkay liye bakhhsish hai aur bara sawab hai.
जो लोग परोक्ष में रहते हुए अपने रब से डरते हैं, उन के लिए क्षमा और बड़ा बदला है