[But] he said, "I will take refuge on a mountain to protect me from the water." [Noah] said, "There is no protector today from the decree of Allah , except for whom He gives mercy." And the waves came between them, and he was among the drowned.
Uss ney jawab diya kay mein to kissi baray pahar ki taraf panah mein aajaon ga jo mujhay pani say bacha ley ga nooh ( alh-e-salam ) ney kaha aaj Allah kay amar say bachaney wala koi nahi sirf wohi bachen gay jin per Allah ka reham hua. Ussi waqt unn dono kay darmiyan moj haeel hogaee aur woh dobney walon mein say ho gaya.
उसने कहाः मैं किसी पहाड़ की पनाह ले लूँगा जो मुझको पानी से बचा लेगा, नूह (अलै॰) ने कहा कि आज कोई अल्लाह के हुक्म से बचाने वाला नहीं मगर वह जिस पर अल्लाह रहम करे, और दोनों के दरमियान मौज हाइल हो गई और वह डूबने वालों में शामिल हो गया।
Except whom your Lord has given mercy, and for that He created them. But the word of your Lord is to be fulfilled that, "I will surely fill Hell with jinn and men all together."
Ba-juz unn per jin per aap ka rab reham farmaye unhen to issi lie peda kiya hai aur aap kay rab ki yeh baat poori hai kay mein jahannum ko jinno aur insanon sab say pur keroon ga.
सिवाए उनके जिन पर आपका रब रहम फ़रमाए, और उसने इसी लिए उनको पैदा किया है, और आपके रब की बात पूरी हुई कि मैं जहन्नम को जिन्नात और इंसानों से इकट्ठे भर दूँगा।