And We had certainly given Moses the Scripture, but it came under disagreement. And if not for a word that preceded from your Lord, it would have been judged between them. And indeed they are, concerning the Qur'an, in disquieting doubt.
Yaqeenan hum ney musa ( alh-e-salam ) ko kitab di. Phir iss mein ikhtilaf kiya gaya agar pehlay hi aap kay rab ki baat sadir na hogaee hoti to yaqeenan inn ka faisla ker diya jata enhen to iss mein sakht shuba hai.
और हमने मूसा (अलै॰) को किताब दी फिर उसमें फूट पड़ गई, और अगर आपके रब की तरफ़ से पहले ही एक बात न आ चुकी होती तो उनके दरमियान फ़ैसला कर दिया जाता, और ये लोग उसके बारे में (अभी तक) सख़्त क़िस्म के शक में पड़े हुए हैं।
And We had already given Moses the Scripture, but it came under disagreement. And if not for a word that preceded from your Lord, it would have been concluded between them. And indeed they are, concerning the Qur'an, in disquieting doubt.
Yaqeenan hum ney Musa ( alh-e-salam ) ko kitab di thi so uss mein bhi ikhtilaf kiya gaya aur agar ( woh ) baat na hoti ( jo ) aap kay rab ki taraf say pehlay hi muqarrar ho chuki hai to unkay darmiyan ( kabhi ka ) faisla ho chuka hota yeh log to iss kay baray mein boht sakht bey-shain kerney walay shak mein hain.
हम ने मूसा को भी किताब प्रदान की थी, फिर उस में भी विभेद किया गया। यदि तुम्हारे रब की ओर से पहले ही से एक बात निश्चित न हो चुकी होती तो उन के बीच फ़ैसला चुका दिया जाता। हालाँकि वे उस की ओर से उलझन में डाल देने वाले सन्देह में पड़े हुए हैं