And they carry your loads to a land you could not have reached except with difficulty to yourselves. Indeed, your Lord is Kind and Merciful.
Aur woh tumharay bojh unn shehron tak utha ley jatay hain jahan tum baghair aadhi jaan kiye phonch hi nahi saktay thay. Yaqeenan tumhara rab bara hi shafiq aur nihayat meharbaan hai.
और वे तुम्हारे बोझ ऐसे मक़ामात तक पहुँचाते हैं जहाँ तुम सख़्त मेहनत के बग़ैर नहीं पहुँच सकते थे, बेशक तुम्हारा रब बड़ा मेहरबान, रहम करने वाला है।
And it is Allah who sends the winds, and they stir the clouds, and We drive them to a dead land and give life thereby to the earth after its lifelessness. Thus is the resurrection.
Aur Allah hi hawayen chalata hai jo badlon ko uthati hain phir hum badlon ko khusk zamin ki taraf ley jatay hain aur iss say uss zamin ko uss ki maut kay baad zindah ker detay hain. Issi tarah soobara ji uthna ( bhi ) hai.
अल्लाह ही तो है जिस ने हवाएँ चलाई फिर वह बादलों को उभारती हैं, फिर हम उसे किसी शुष्क और निर्जीव भूभाग की ओर ले गए, और उस के द्वारा हम ने धरती को उस के मुर्दा हो जाने के पश्चात जीवित कर दिया। इसी प्रकार (लोगों का नए सिरे से) जीवित होकर उठना भी है