And how many have We destroyed from the generations after Noah. And sufficient is your Lord, concerning the sins of His servants, as Acquainted and Seeing.
Hum ney nooh kay baad bhi boht si qomen halak kin aur tera rab apney bandon kay gunahon say kafi khabardaar aur khoob dekhney wala hai.
और नूह (अलै॰) के बाद हमने कितनी ही क़ौमें हलाक कर दीं, और आपका रब काफ़ी है अपने बंदों के गुनाहों को जानने के लिए (और) उनको देखने के लिए।
Indeed, your Lord extends provision for whom He wills and restricts [it]. Indeed He is ever, concerning His servants, Acquainted and Seeing.
Yaqeenan tera rab jiss kay liye chahaye rozi kushada ker deta hai aur jiss kay liye chahaye tang. Yaqeenan woh apney bandon say baa khabar aur khoob dekhney wala hai.
बेशक आपका रब जिसको चाहता है ज़्यादा रिज़्क़ देता है और जिसके लिए चाहता है तंग कर देता है, बेशक वह अपने बंदों को जानने वाला, देखने वाला है।
Say, "Sufficient is Allah as Witness between me and you. Indeed he is ever, concerning His servants, Acquainted and Seeing."
Keh dijiye kay meray aur tumharay darmiyan Allah Taalaa ka gawah hona kafi hai. Woh apney bandon say khoob aagah aur bakhoobi dekhney wala hai.
कह दो, "मेरे और तुम्हारे बीच अल्लाह ही एक गवाह काफ़ी है। निश्चय ही वह अपने बन्दों की पूरी ख़बर रखने वाला, देखने वाला है।"