And do not approach the property of an orphan, except in the way that is best, until he reaches maturity. And fulfill [every] commitment. Indeed, the commitment is ever [that about which one will be] questioned.
Aur yateem kay maal kay qareeb bhi na jao ba-juz uss tareeqay kay jo boht hi behtar ho yahan tak kay woh apni balooghat ko phonch jaye aur waday pooray kero kiyon kay qol-o-qarar ki baaz purs honey wali hai.
और तुम यतीम के माल के पास न जाओ मगर जिस तरह कि बेहतर हो यहाँ तक कि वह अपनी जवानी की उम्र को पहुँच जाए, और अहद को पूरा करो, बेशक अहद की पूछ होगी।