And remember Allah during [specific] numbered days. Then whoever hastens [his departure] in two days - there is no sin upon him; and whoever delays [until the third] - there is no sin upon him - for him who fears Allah . And fear Allah and know that unto Him you will be gathered.
Aur Allah Taalaa ki yaad unn ginti kay chand dinon ( ayyaam-e-tashreeq ) mein kero do din ki jaldi kerney walay per bhi koi gunah nahi aur jo peechay reh jaye uss per bhi koi gunah nahi yeh perhezgar kay liye hai aur Allah Taalaa say dartay raho aur jaan rakho kay tum sab ussi ki taraf jama kiye jao gay.
और अल्लाह को याद करो मुक़र्रर दिनों में, फिर जो शख़्स जल्दी करके दो दिन में (मक्का वापस) आ जाए उस पर कोई गुनाह नहीं, और जो शख़्स ठहर जाए उस पर भी कोई गुनाह नहीं, यह उसके लिए है जो अल्लाह से डरे, और तुम अल्लाह से डरते रहो और ख़ूब जान लो कि तुम उसी के पास इकट्ठा किए जाओगे।