And who is more unjust than one who is reminded of the verses of his Lord but turns away from them and forgets what his hands have put forth? Indeed, We have placed over their hearts coverings, lest they understand it, and in their ears deafness. And if you invite them to guidance - they will never be guided, then - ever.
Uss say barh ker zalim kaun hai? Jissay uss kay rab ki aayaton say naseehat ki jaye woh phir bhi mun moray rahey aur jo kuch uss kay hathon ney aagay bhej rakha hai ussay bhool jaye be-shak hum ney unn kay dilon per parday daal diye hain kay woh issay ( na ) samajhen aur unn kay kanon mein girani hai go tu unhen hidayat ki taraf bulata rahey lekin yeh kabhi bhi hidayat nahi paney kay.
उस व्यक्ति से बढ़कर ज़ालिम कौन होगा जिसे उस के रब की आयतों के द्वारा समझाया गया, तो उस ने उन से मुँह फेर लिया और उसे भूल गया, जो सामान उस के हाथ आगे बढ़ा चुके हैं? निश्चय ही हम ने उन के दिलों पर परदे डाल दिए हैं कि कहीं वे उसे समझ न लें और उन के कानों में बोझ डाल दिया (कि कहीं वे सुन न ले) । यद्यपि तुम उन्हें सीधे मार्ग की ओर बुलाओ, वे कभी भी मार्ग नहीं पा सकते
As a giver of good tidings and a warner; but most of them turn away, so they do not hear.
Khuskhabri sunanay wala aur daraney wala hai phir bhi inn ki aksariyat ney mun pher liya aur woh suntay hi nahi.
शुभ सूचक एवं सचेतकर्त्ता किन्तु उन में से अधिकतर कतरा गए तो वे सुनते ही नहीं