[It is He] who has made for you the earth as a bed [spread out] and inserted therein for you roadways and sent down from the sky, rain and produced thereby categories of various plants.
Ussi ney tumharay liye zamin ko farash banaya hai aur iss mein tumharay chalney kay raastay banaye hain aur aasman say paani bhi wohi barsata hai phir iss barasaat ki waja say mukhtalif qisam ki paidawaar bhi hum hi peda kertay hain.
"वही है जिस ने तुम्हारे लिए धरती को पालना (बिछौना) बनाया और उस ने तुम्हारे लिए रास्ते निकाले और आकाश से पानी उतारा। फिर हम ने उस के द्वारा विभिन्न प्रकार के पेड़-पौधे निकाले
[The one] who has made for you the earth a bed and made for you upon it roads that you might be guided
Wohi hai jiss ney tumharay liye zamin ko farash ( bichona ) banaya aur iss mein tumharay liye rastay ker diyey takay tum raah paa liya kero.
जिस ने तुम्हारे लिए धरती को गहवारा बनाया और उस में तुम्हारे लिए मार्ग बना दिए ताकि तुम्हें मार्गदर्शन प्राप्त हो