To this world and the Hereafter. And they ask you about orphans. Say, "Improvement for them is best. And if you mix your affairs with theirs - they are your brothers. And Allah knows the corrupter from the amender. And if Allah had willed, He could have put you in difficulty. Indeed, Allah is Exalted in Might and Wise.
Duniya aur aakhirat kay umoor ko. Aur tujh say yateemon kay baray mein bhi sawal kertay hain aap keh dijiye kay inn ki khair khuwahi behtar hai tum agar inn ka maal apney maal mein mila bhi lo to woh tumharay bhai hain bad niyat aur nek niyat her aik ko Allah khoob janta hai aur agar Allah chahata to tumhen mushaqqat mein daal deta yaqeenan Allah Taalaa ghalbay wala hikmat wala hai.
दुनिया और आख़िरत के मामलात में, और वे आपसे यतीमों के मुतअल्लिक़ पूछते हैं, आप कह दें कि उनकी भलाई चाहना तो नेक काम है, और अगर तुम उनको अपने साथ शामिल कर लो तो वे तुम्हारे भाई हैं, और अल्लाह को मालूम है कि कौन ख़राबी पैदा करने वाला है और कौन दुरुस्तगी पैदा करने वाला है, और अगर अल्लाह चाहता तो तुमको मुश्किल में डाल देता; बेशक अल्लाह ज़बरदस्त है, तदबीर करने वाला है।