They have not appraised Allah with true appraisal. Indeed, Allah is Powerful and Exalted in Might.
Unhon ney Allah kay martabay kay mutabiq uss ki qadar jani hi nahi Allah Taalaa bara hi zor-o-qooat wala aur ghalib-o-zabardast hai.
उन्होंने अल्लाह की क़द्र ही नहीं पहचानी जैसी कि उस की क़द्र पहचाननी चाहिए थी। निश्चय ही अल्लाह अत्यन्त बलवान, प्रभुत्वशाली है
They have not appraised Allah with true appraisal, while the earth entirely will be [within] His grip on the Day of Resurrection, and the heavens will be folded in His right hand. Exalted is He and high above what they associate with Him.
Aur inn logon ney jaisi qadar Allah Taalaa ki kerni chahyey thi nahi ki sari zami qayamat kay din uss ki muthi mein hogi aur tamam aasman uss kay dahaney hath mein lapetay huyey hongay woh pak aur bartar hai her uss cheez say jissay log uss ka shareek banayen.
उन्होंने अल्लाह की क़द्र न जानी, जैसी क़द्र उस की जाननी चाहिए थी। हालाँकि क़ियामत के दिन सारी की सारी धरती उस की मुट्ठी में होगी और आकाश उस के दाएँ हाथ में लिपटे हुए होंगे। महान और उच्च है वह उस से, जो वे साझी ठहराते हैं