That Day, Allah will pay them in full their deserved recompense, and they will know that it is Allah who is the perfect in justice.
Uss din Allah Taalaa unhen poora poora badla haq-o-insaf kay sath dey ga aur woh jaan len gay kay Allah Taalaa hi haq hai ( aur wohi ) zahir kerney wala hai.
उस दिन अल्लाह उन्हें उन का ठीक बदला पूरी तरह दे देगा जिस के वे पात्र है। और वे जान लेंगे कि निस्संदेह अल्लाह ही सत्य है खुला हुआ, प्रकट कर देने वाला
Those who do not believe in it are impatient for it, but those who believe are fearful of it and know that it is the truth. Unquestionably, those who dispute concerning the Hour are in extreme error.
Iss ko jaldi unhen pari hai jo issay nahi mantay aur jo iss per yaqeen rakhtay hain woh to iss say darr rahey hain unhen iss kay haq honey ka poora ilm hai. Yad rakho jo log qayamat kay moamlay mein lar jhagar rahey hain woh door ki gumrahee mein paray huyey hain.
उस की जल्दी वे लोग मचाते हैं जो उस पर ईमान नहीं रखते, किन्तु जो ईमान रखते हैं वे तो उस से डरते हैं और जानते हैं कि वह सत्य है। जान लो, जो लोग उस घड़ी के बारे में सन्देह डालने वाली बहसें करते हैं, वे परले दरजे की गुमराही में पड़े हुए हैं