And when they are called to [the words of] Allah and His Messenger to judge between them, at once a party of them turns aside [in refusal].
Jab yeh iss baat ki taraf bulaye jatay hain kay Allah aur iss ka rasool unn kay jharay chuka dey to bhi inn ki aik jamat mun morney wali bann jati hai.
जब उन्हें अल्लाह और उस के रसूल की ओर बुलाया जाता है, ताकि वह उन के बीच फ़ैसला करें तो क्या देखते हैं कि उन में से एक गिरोह कतरा जाता है;
The only statement of the [true] believers when they are called to Allah and His Messenger to judge between them is that they say, "We hear and we obey." And those are the successful.
eman walon ka qol to yeh hai kay jab unhen iss liye bulaya jata hai kay Allah aur iss ka rasool inn mein faisal ker dey to woh kehtay hain kay hum ney suna aur maan liya. Yehi log kaamyaab honey walay hain.
मोमिनों की बात तो बस यह होती है कि जब अल्लाह और उस के रसूल की ओर बुलाए जाएँ, ताकि वह उन के बीच फ़ैसला करे, तो वे कहें, "हम ने सुना और आज्ञापालन किया।" और वही सफलता प्राप्त करने वाले हैं