He said, "O Adam, inform them of their names." And when he had informed them of their names, He said, "Did I not tell you that I know the unseen [aspects] of the heavens and the earth? And I know what you reveal and what you have concealed."
Allah Taalaa ney ( hazrat ) aadam ( alh-e-salam ) say farmaya tum inn kay naam bata do. Jab unhon ney bata diye to to farmaya kay kiya mein ney tumhen ( pehlay hi ) na kaha tha kay zamin aur aasmanon ka ghaib mein hi janta hun aur meray ilm mein hai jo tum zahir ker rahey ho aur jo tum chupatay thay.
अल्लाह ने कहाः ऐ आदम! इनको बताओ उन चीज़ों के नाम, तो जब आदम ने बताए उनको उन चीज़ों के नाम तो अल्लाह ने कहाः क्या मैंने तुमसे नहीं कहा था कि आसमानों और ज़मीन के भेद को मैं ही जानता हूँ और मुझको मालूम है जो तुम ज़ाहिर करते हो और जो तुम छुपाते हो।
Indeed, Allah knows the unseen [aspects] of the heavens and the earth. And Allah is Seeing of what you do.
Yaqeen mano kay aasmano aur zamin ki posheedah baaten Allah khoob jaanta hai aut jo kuch tum ker rahey ho ussay Allah khoob dekh raha hai.
"निश्चय ही अल्लाह आकाशों और धरती के अदृष्ट को जानता है। और अल्लाह देख रहा है जो कुछ तुम करते हो।"