But those who have feared their Lord - for them are chambers, above them chambers built high, beneath which rivers flow. [This is] the promise of Allah . Allah does not fail in [His] promise.
Haan woh log jo apnay rab say dartay rahey unn kay liye bala khaney hain jinkay uper bhi banay banaye bala khaney hain ( aur ) unn kay neechay nehren beh rahi hain. Rab ka wada hai aur woh wada khilafi nahi kerta.
अलबत्ता जो लोग अपने रब से डरकर रहे उन के लिए ऊपरी मंज़िल पर कक्ष होंगे, जिन के ऊपर भी निर्मित कक्ष होंगे। उन के नीचे नहरें बह रही होगी। यह अल्लाह का वादा है। अल्लाह अपने वादे का उल्लंघन नहीं करता
And Allah will save those who feared Him by their attainment; no evil will touch them, nor will they grieve.
Aur jin logon ney perhezgari ki unhen Allah Taalaa unn ki kamyabi kay sath bacha ley ga unhen koi dukh choo bhi na sakay ga aur na woh kissi tarah ghumgeen hongay.
इस के विपरीत अल्लाह उन लोगों को जिन्होंने डर रखा उन्हें उन की सफलता के साथ मुक्ति प्रदान करेगा। न तो उन्हें कोई अनिष्ट् छू सकेगा और न वे शोकाकुल होंगे