Those to whom hypocrites said, "Indeed, the people have gathered against you, so fear them." But it [merely] increased them in faith, and they said, "Sufficient for us is Allah , and [He is] the best Disposer of affairs."
Woh log kay jab inn say logon ney kaha kay kafiron ney tumharay muqabley mein lashkar jama ker liye hain tum unn say khof khao to iss baat ney unhen eman mein aur barha diya aur kehne lagay humen Allah kafi hai aur woh boht acha kaar saaz hai.
जिन से लोगों ने कहा कि दुश्मनों ने तुम्हारे ख़िलाफ़ बड़ी ताक़त जमा कर ली है पस उनसे डरो, लेकिन इस चीज़ ने उनके ईमान में और इज़ाफ़ा कर दिया और उन्होंने कहाः अल्लाह हमारे लिए काफ़ी है और वह बेहतरीन कारसाज़ है।
Then We exchanged in place of the bad [condition], good, until they increased [and prospered] and said, "Our fathers [also] were touched with hardship and ease." So We seized them suddenly while they did not perceive.
Phir hum ney uss bad haali ki jagah khushaali badal di yahan tak kay unn ko khoob taraqqi hui aur kehney lagay kay humaray aaba-o-ajdaad ko bhi tangi aur rahat paish aaee thi to hum ne unn ko dafatan pkara liya aur unn ko khabar bhi na thi.
फिर हमने दुख को सुख से बदल दिया यहाँ तक कि उन्हें ख़ूब तरक़्क़ी हुई और वे कहने लगे कि तकलीफ़ और ख़ुशी तो हमारे बाप-दादाओं को भी पहुँचती रही है, फिर हमने उनको अचानक पकड़ लिया और वे उसका गुमान भी न रखते थे।