Never would the Messiah disdain to be a servant of Allah , nor would the angels near [to Him]. And whoever disdains His worship and is arrogant - He will gather them to Himself all together.
Maseeh ( alh-e-salam ) ko Allah ka banda honey mein ko nang-o-aar ya takabbur-o-inkar hergiz ho hi nahi sakta aur na muqarrab farishton ko uss ki bandagi say jo bhi dil churaye aur takabbur-o-inkar keray Allah Taalaa unn sab ko ikhatta apni taraf jama keray ga.
मसीह को हरगिज़ अल्लाह का बंदा बनने से आर (नागवारी) न होगी और न मुक़र्रब फ़रिश्तों को होगी, और जो अल्लाह की बंदगी से आर (नागवारी) करेगा और तकब्बुर करेगा तो अल्लाह ज़रूर सबको अपने पास जमा करेगा।
Those are the ones brought near [to Allah ]
Woh bilkul nazdeeki haasil kiye hain.
वही (अल्लाह के) निकटवर्ती हैं;
And to your Lord direct [your] longing.
Aur apney parwardigar hi ki tareef mein dil laga
और अपने रब से लौ लगाओ