And We did not make the prophets forms not eating food, nor were they immortal [on earth].
Hum ney inn kay aisay jism nahi banaye thay kay woh khana na khayen aur na woh hamesha rehney walay thay.
उन को हम ने कोई ऐसा शरीर नहीं दिया था कि वे भोजन न करते हों और न वे सदैव रहने वाले ही थे
And they say, "What is this messenger that eats food and walks in the markets? Why was there not sent down to him an angel so he would be with him a warner?
Aur enhon ney kaha yeh kaisa rasool hai kay khana khata hai aur bazaron mein chlta phirta hai iss kay pass koi farishta kiyon nahi bheja jata? Kay woh bhi iss kay sath ho ker daraney wala bann jata.
उन का यह भी कहना है, "इस रसूल को क्या हुआ कि यह खाना खाता है और बाज़ारों में चलता-फिरता है? क्यों न इस की ओर कोई फ़रिश्ता उतरा कि वह इस के साथ रहकर सावधान करता?
The Messiah, son of Mary, was not but a messenger; [other] messengers have passed on before him. And his mother was a supporter of truth. They both used to eat food. Look how We make clear to them the signs; then look how they are deluded.
Maseeh ibn-e-marium siwa payghumbar honey kay aur kuch bhi nahi uss say pehlay bhi boht say payghumbar ho chukay hain unn ki walida aik raast baaz aurat thi dono maa betay khana khaya kertay thay aap dekhiye kay kiss tarah hum inn kay samney daleelen rakhtay hain phir ghor kijiye kay kiss tarah woh phiray jatay hain.
मसीह बिन मरियम तो सिर्फ़ एक रसूल हैं, उनसे पहले भी बहुत-से रसूल गुज़र चुके हैं, और उनकी वालिदा बहुत सच्ची थीं, दोनों खाना खाते थे, देखिए कि हम किस तरह उनके सामने दलीलें बयान कर रहे हैं फिर देखिए कि वे किधर उल्टे चले जा रहे हैं।