Man is not weary of supplication for good [things], but if evil touches him, he is hopeless and despairing.
Bhalaee kay mangney say insan thakta nahi aur agar issay koi takleef phonch jaye to mayyus aur na umeed hojata hai.
मनुष्य भलाई माँगने से नहीं उकताता, किन्तु यदि उसे कोई तकलीफ़ छू जाती है तो वह निराश होकर आस छोड़ बैठता है
And if We let him taste mercy from Us after an adversity which has touched him, he will surely say, "This is [due] to me, and I do not think the Hour will occur; and [even] if I should be returned to my Lord, indeed, for me there will be with Him the best." But We will surely inform those who disbelieved about what they did, and We will surely make them taste a massive punishment.
Aur jo museebat ussay phonch chuki hai iss kay baad agar hum issay kissi rehmat ka maza chakhayen to woh keh uthta hai kay iss ka to mein haqdaar hi tha aur mein to khayal hi nahi ker sakta kay qayamat qaeem hogi aur agar mein apnay rab kay pass wapis kiya gaya to bhi yaqeenan meray liye uss kay pass bhi behtri hai yaqeenan hum inn kuffaar ko unkay aemaal say khabardaar keren gay aur unhen sakht azab ka maza chakhayen gay.
और यदि उस तकलीफ़ के बाद, जो उसे पहुँची, हम उसे अपनी दयालुता का आस्वादन करा दें तो वह निश्चय ही कहेंगा, "यह तो मेरा हक़ ही है। मैं तो यह नहीं समझता कि वह, क़ियामत की घड़ी, घटित होगी और यदि मैं अपने रब की ओर लौटाया भी गया तो अवश्य ही उस के पास मेरे लिए अच्छा पारितोषिक होगा।" फिर हम उन लोगों को जिन्होंने इनकार किया, अवश्य बताकर रहेंगे, जो कुछ उन्होंने किया होगा। और हम उन्हें अवश्य ही कठोर यातना का मज़ा चखाएँगे
And when We bestow favor upon man, he turns away and distances himself; but when evil touches him, then he is full of extensive supplication.
Aur jab hum insan per apna inam kertay hain to woh mun pher leta hai aur kinara kash hojata hai aur jab ussay museebat parti hai to bari lambi chori duyen kerney wala bann jata hai.
जब हम मनुष्य पर अनुकम्पा करते हैं तो वह ध्यान में नहीं लाता और अपना पहलू फेर लेता है। किन्तु जब उसे तकलीफ़ छू जाती है, तो वह लम्बी-चौड़ी प्रार्थनाएँ करने लगता है