Not equal are those believers remaining [at home] - other than the disabled - and the mujahideen, [who strive and fight] in the cause of Allah with their wealth and their lives. Allah has preferred the mujahideen through their wealth and their lives over those who remain [behind], by degrees. And to both Allah has promised the best [reward]. But Allah has preferred the mujahideen over those who remain [behind] with a great reward -
Apni janon aur maalon say Allah ki raah mein jihad kerney walay momin aur baghair uzur kay beth rehney walay momin barabar nahi apney maalon aur apni janon say jihad kerney walon ko beth rehney walon per Allah Taalaa ney darjon mein boht fazeelat dey rakhi ahi aur yun to Allah Taalaa ney her aik ko khoobi aur achai kay wada diya hai lekin mujahideen ko beth rehney walon per boht baray ajar ki fazeelat dey rakhi hai.
बराबर नहीं हो सकते बैठे रहने वाले मुसलमान जिनको कोई उज़्र नहीं है और वह मुसलमान जो अल्लाह की राह में लड़ने वाले हैं अपने माल और अपनी जान से, माल व जान से जिहाद करने वालों का दर्जा अल्लाह ने बैठे रहने वालों की निस्बत बड़ा रखा है, और हर एक से अल्लाह ने भलाई का वादा किया है, और अल्लाह ने जिहाद करने वालों को बैठे रहने वालों पर अज्रे अज़ीम के ज़रिए बरतरी दी है।
Degrees [of high position] from Him and forgiveness and mercy. And Allah is ever Forgiving and Merciful.
Apni taraf say martabay ki bhi aur baksish ki bhi aur rehmat ki bhi aur Allah Taalaa bakshish kerney wala aur reham kerney wala hai.
उनके लिए अल्लाह की तरफ़ से बड़े दर्जे हैं और मग़्फ़िरत और रहमत है, और अल्लाह बख़्शने वाला, मेहरबान है।