But if you want to replace one wife with another and you have given one of them a great amount [in gifts], do not take [back] from it anything. Would you take it in injustice and manifest sin?
Aur agar tum aik biwi ki jagah doosri biwi kerna hi chahao aur inn mein say kissi ko tum ney khazana ka khazana hi dey rakha ho to bhi uss mein say kuch na lo kiya tum issay na haq aur khula gunah hotay huye bhi ley lo gay tum issay kaisay ley lo gay.
और अगर तुम एक बीवी की जगह बदल कर दूसरी बीवी लाना चाहो और तुम उनमें से किसी एक को बहुत-सा माल दे चुके हो तो तुम उसमें से कुछ वापस न लो, क्या तुम उस पर झूठा इल्ज़ाम लगा कर और खुला ज़ुल्म करके वापस लोगे।
And when We substitute a verse in place of a verse - and Allah is most knowing of what He sends down - they say, "You, [O Muhammad], are but an inventor [of lies]." But most of them do not know.
Aur jab hum kissi aayat ki jagah doosri aayat badal detay hain aur jo kuch Allah Taalaa nazil farmata hai ussay woh khoob janta hai to yeh kehtay hain kay tu to bohtan baaz hai. Baat yeh hai kay inn mein say aksar jantay hi nahi.
और जब हम एक आयत की जगह दूसरी आयत बदलते हैं, और अल्लाह ख़ूब जानता है जो कुछ वह उतारता है, तो वे कहते हैं कि तुम घड़ लाए हो, बल्कि उनमें अकसर लोग इल्म नहीं रखते।