Allah wants to make clear to you [the lawful from the unlawful] and guide you to the [good] practices of those before you and to accept your repentance. And Allah is Knowing and Wise.
Allah Taalaa chahata hai kay tumharay wastay khoob khol ker biyan keray aur tumhen tum say pehlay kay ( nek ) logon ki raah per chalaye aur tumhari tauba qabool keray aur Allah Taalaa janney wala hikmat wala hai.
अल्लाह चाहता है कि तुम्हारे लिए बयान करे और तुम्हें उन लोगों के तरीक़ों की हिदायत दे जो तुम से पहले गुज़र चुके हैं और तुम पर तवज्जोह करे, अल्लाह जानने वाला, हिकमत वाला है।
[It is] so He will make clear to them [the truth of] that wherein they differ and so those who have disbelieved may know that they were liars.
Iss liye bhi kay yeh log jiss cheez mein ikhtilaf kertay thay ussay Allah Taalaa saaf biyan kerdey aur iss liye bhi kay khud kafir apna jhoota hona jaan len.
ताकि उनके सामने उस चीज़ को खोल दे जिसमें वे इख़्तिलाफ़ कर रहे हैं और इनकार करने वाले लोग जान लें कि वे झूठे थे।