So woe to those who write the "scripture" with their own hands, then say, "This is from Allah ," in order to exchange it for a small price. Woe to them for what their hands have written and woe to them for what they earn.
Unn logon kay liye well hai jo apni haathon ki likhi hui kitab ko Allah Taalaa ki taraf ki kehtay hain aur iss tarag duniya kamatay hain inn ki haathon ki likhaee ko aur inn ki kamaee ko well ( halakat ) aur afsos hai.
पस ख़राबी है उन लोगों के लिए जो अपने हाथ से किताब लिखते हैं फिर कहते हैं कि यह अल्लाह की जानिब से है; ताकि उसके ज़रिए थोड़ी सी पूंजी हासिल करें, पस ख़राबी है उस चीज़ की बदौलत जो उनके हाथों ने लिखी, और उनके लिए ख़राबी है अपनी इस कमाई से।
Indeed, those who exchange the covenant of Allah and their [own] oaths for a small price will have no share in the Hereafter, and Allah will not speak to them or look at them on the Day of Resurrection, nor will He purify them; and they will have a painful punishment.
Be-shak jo log Allah Taalaa kay ehad aur apni qasmon ko thori qeemat mein baich daaltay hain unn kay liye aakhirat mein koi hissa nahi Allah Taalaa na to unn say baat cheet keray ga na unn ki taraf qayamat kay din dekhay ga na unhen pak keray ga aur unn kay liye dard naak azab hai.
जो लोग अल्लाह के अहद को और अपनी क़स्मों को थोड़ी क़ीमत पर बेचते हैं उनके लिए आख़िरत में कोई हिस्सा नहीं, और अल्लाह न उनसे बात करेगा न ही उनकी जानिब देखेगा क़यामत के दिन और न उनको पाक करेगा, और उनके लिए दर्दनाक अज़ाब है।