What would Allah do with your punishment if you are grateful and believe? And ever is Allah Appreciative and Knowing.
Allah Taalaa tumhen saza dey ker kiya keray ga? Agar tum shukar guzari kertay raho aur ba eman raho Allah Taalaa boht qadar kerney wala aur poora ilm rakhney wala hai.
अल्लाह तुमको अज़ाब दे कर क्या करेगा अगर तुम शुक्रगुज़ारी करो और ईमान लाओ, अल्लाह बड़ा क़द्रदान है, सब कुछ जानने वाला है।
And [remember] when your Lord proclaimed, 'If you are grateful, I will surely increase you [in favor]; but if you deny, indeed, My punishment is severe.' "
Aur jab tumharay perwerdigar ney tumhen aagah kerdiya kay agar tum shukar guzari kero gay to be-shak mein tumhen ziyada doon ga aur agar tum na shukri kero gay to yaqeenan mera azab boht sakht hai.
और जब तुम्हारे रब ने तुमको आगाह कर दिया कि अगर तुम शुक्र करोगे तो मैं तुमको ज़्यादा दूँगा और अगर तुम नाशुक्री करोगे तो मेरा अज़ाब बड़ा सख़्त है।