And he drew out his hand; thereupon it was white [with radiance] for the observers.
Aur apna haath bhair nikala so woh yakayak sab dekhney walon kay roo baroo boht hi chamkta hua hogaya.
और मूसा (अलै॰) ने हाथ निकाला तो अचानक वह देखने वालों के सामने चमक रहा था।
Or [they are] like darknesses within an unfathomable sea which is covered by waves, upon which are waves, over which are clouds - darknesses, some of them upon others. When one puts out his hand [therein], he can hardly see it. And he to whom Allah has not granted light - for him there is no light.
Ya misil unn andheron kay hai jo nihayat gehray samandar ki teh mein hon jissay upper talay ki mojon ney dhaanp rakha ho phir upper say badal chaye huye hon. Al-gharz andheriyan hain jo upper talay pay dar pay hain. Jab apna hath nikalay to ussay bhi qareeb hai kay na dekh sakay aur ( baat yeh hai kay ) jissay Allah Taalaa hi noor na dey uss kay pass koi roshni nahi hoti.
या फिर जैसे एक गहरे समुद्र में अँधेरे, लहर के ऊपर लहर छा रही है; उस के ऊपर बादल है, अँधेरे हैं एक पर एक। जब वह अपना हाथ निकाले तो उसे वह सुझाई देता प्रतीत न हो। जिसे अल्लाह ही प्रकाश न दे फिर उस के लिए कोई प्रकाश नहीं
And he drew out his hand; thereupon it was white for the observers.
Aur apna hath khench nikala to woh bhi ussi waqt her dekhney walay ko safaid chamkeela nazar aaney laga.
और उस ने अपना हाथ बाहर खींचा तो फिर क्या देखते हैं कि वह देखने वालों के सामने चमक रहा है