For them are good tidings in the worldly life and in the Hereafter. No change is there in the words of Allah . That is what is the great attainment.
Inn kay liye dunyawi zindagi mein bhi aur aakhirat mein bhi khushkhabri hai Allah Taalaa ki baaton mein kuch farq hua nahi kerta. Yeh bari kaamyabi hai.
उनके लिए ख़ुश-ख़बरी है दुनिया की ज़िंदगी में और आख़िरत में भी, अल्लाह की बातों में कोई तबदीली नहीं, यही बड़ी कामयाबी है।
And when the fright had left Abraham and the good tidings had reached him, he began to argue with Us concerning the people of Lot.
Jab ibrahim ka darr khof jata raha aur ussay bisharat bhi phonch chuki to hum say qom-e-loot kay baray mein kehney sunnay lagay.
फिर जब इब्राहीम (अलै॰) का ख़ौफ़ दूर हुआ और उनको ख़ुश-ख़बरी मिली तो वे हम से क़ौमे-लूत के बारे में बहस करने लगे।