And follow what is revealed to you, [O Muhammad], and be patient until Allah will judge. And He is the best of judges.
Aur aap uss ki ittabaa kertay rahiye jo kuch aap kay pass wahee bheji jati hai aur sabar kijiye yahan tak kay Allah faisla ker dey aur woh sab faisla kerney walon mein acha hai.
और आप उसकी पैरवी करें जो आप पर वह्य की जाती है और सब्र कीजिए, यहाँ तक कि अल्लाह फ़ैसला कर दे और वह बेहतरीन फ़ैसला करने वाला है।
So set out with your family during a portion of the night and follow behind them and let not anyone among you look back and continue on to where you are commanded."
Abb tu apney khaandan samet iss raat kay kissi hissay mein chal dey aur aap inn kay peechay rehna aur ( khabardaar ) tum mein say koi ( peechay ) murr ker bhi na dekhay aur jahan ka tumhen hukum kiya jaraha hai wahan chalay jana.
अब आप अपने ख़ानदान समेत इस रात के किसी हिस्से में चल दीजिए और आप उनके पीछे रहना, और (ख़बरदार) तुम में कोई पीछे मुड़ कर न देखे और जहाँ का तुम्हें हुक्म किया जा रहा है वहाँ चले जाना।