And there is no creature on earth but that upon Allah is its provision, and He knows its place of dwelling and place of storage. All is in a clear register.
Zamin per chlaney phirney walay jitney jaandaar hain sab ki roziyan Allah Taalaa per hain wohi unn kay rehney sehney ki jagah ko janta hai aur unn kay sonpay janey ki jagah ko bhi sab kuch wazeh kitab mein mojood hai.
और ज़मीन पर कोई चलने वाला ऐसा नहीं जिसकी रोज़ी अल्लाह के ज़िम्मे न हो, और वह जानता है जहाँ कोई ठहरता है और जहाँ वह सौंपा जाता है, सब कुछ एक खुली किताब में मौजूद है।
And Allah presents an example: a city which was safe and secure, its provision coming to it in abundance from every location, but it denied the favors of Allah . So Allah made it taste the envelopment of hunger and fear for what they had been doing.
Allah Taalaa uss basti ki misal biyan farmata hai jo pooray aman-o-itminan say thi uss ki rozi uss kay pass ba faraghat her jagah say chali aarahi thi. Phir uss ney Allah Taalaa ki nematon ka kufur kiya to Allah Taalaa ney ussay bhook aur darr ka maza chakhaya jo badla tha unn kay kartooton ka.
और अल्लाह एक बस्ती वालों की मिसाल बयान करता है कि वह अमन व इत्मीनान में थे, उनको उनका रिज़्क़ फ़राग़त के साथ हर तरफ़ से पहुँच रहा था फिर उन्होंने अल्लाह की नेमतों की नाशुक्री की तो अल्लाह ने उनको उनके आमाल की वजह से भूख और ख़ौफ़ का मज़ा चखाया।