Indeed, as-Safa and al-Marwah are among the symbols of Allah . So whoever makes Hajj to the House or performs 'umrah - there is no blame upon him for walking between them. And whoever volunteers good - then indeed, Allah is appreciative and Knowing.
Safa aur marwa Allah Taalaa ki nishaniyon mein say hain iss liye bait ullah ka hajj aur umrah kerney walay per inn ka tawaf ker lenay mein bhi koi gunah nahi apni khushi say bhalaee kerney walon ka Allah qadar daan hai aur unhen khoob janney wala hai.
बेशक “सफ़ा” और “मरवा” अल्लाह की (यादगार) निशानियों में से हैं; पस जो शख़्स बैतुल्लाह का हज करे या उमरा करे तो उस पर कोई हर्ज नहीं कि वह उनका तवाफ़ करे, और जो कोई शौक़ से कुछ नेकी करे तो अल्लाह क़द्रदान है, जानने वाला है।
And the camels and cattle We have appointed for you as among the symbols of Allah ; for you therein is good. So mention the name of Allah upon them when lined up [for sacrifice]; and when they are [lifeless] on their sides, then eat from them and feed the needy and the beggar. Thus have We subjected them to you that you may be grateful.
Qurbani kay oont hum ney tumharay liye Allah Taalaa ki nishaniyan muqarrar ker di hain inn mein tumhen nafa hai. Pus unhen khara ker kay unn per Allah ka naam lo phir jab unn kay pehloo zamin say lag jayen ussay ( khud bhi ) khao aur miskeen sawal say rukney walon aur sawal kerney walon ko bhi khilao issi tarah hum ney chopayon ko tumharay ma-tehat ker diya hai kay tum shukar guzari kero.
(क़ुरबानी के) ऊँटों को हम ने तुम्हारे लिए अल्लाह की निशानियों में से बनाया है। तुम्हारे लिए उन में भलाई है। अतः खड़ा करके उन पर अल्लाह का नाम लो। फिर जब उन के पहलू भूमि से आ लगें तो उन में से स्वयं भी खाओ और संतोष से बैठने वालों को भी खिलाओ और माँगने वालों को भी। ऐसी ही करो। हम ने उन को तुम्हारे लिए वशीभूत कर दिया है, ताकि तुम कृतज्ञता दिखाओ