And certainly did Our messengers come to Abraham with good tidings; they said, "Peace." He said, "Peace," and did not delay in bringing [them] a roasted calf.
Aur humaray bhejay huye payghaamber ibrahim kay pass khushkhabri ley ker phonchay aur salam kaha unhon ney bhi jawab-e-salam diya aur baghair kissi takheer kay gaye ka bhuna hua bachra ley aaye.
और इब्राहीम (अलै॰) के पास हमारे फ़रिश्ते ख़ुश-ख़बरी लेकर आए (और) कहा कि तुम पर सलामती हो, इब्राहीम (अलै॰) ने कहाः तुम पर भी सलामती हो, फिर देर न गुज़री कि इब्राहीम एक भुना हुआ बछड़ा ले आए।
Then he went to his family and came with a fat [roasted] calf
Phir ( Chup chaap jaldi jaldi ) apney ghar walon ki taraf gaye aur aik farba bachrey ( ka gosht ) laye.
फिर वह चुपके से अपने घर वालों के पास गया और एक मोटा-ताज़ा बछड़ा (का भूना हुआ मांस) ले आया