And it is He who spread the earth and placed therein firmly set mountains and rivers; and from all of the fruits He made therein two mates; He causes the night to cover the day. Indeed in that are signs for a people who give thought.
Ussi ney zamin phela ker bicha di hai aur iss mein pahar aur nehren peda ker di hain. Aur iss mein her qisam kay phalon kay joray dohra dohray peda ker diye hain woh raat ko din say chupa deta hai. Yaqeenan ghor-o-fikar kerney walon kay liye iss mein boht si nishaniyan hain.
और वही है जिसने ज़मीन को फैलाया और उसमें पहाड़ और नदियाँ रख दीं और हर क़िस्म के फलों के जोड़े उसमें पैदा किए, वह रात को दिन से छुपा देता है, बेशक इन चीज़ों में निशानियाँ हैं उन लोगों के लिए जो ग़ौर करें।
Have you not considered your Lord - how He extends the shadow, and if He willed, He could have made it stationary? Then We made the sun for it an indication.
Kiya aap ney nahi dekha kay aap kay rab ney saye ko kiss tarah phela diya hai? Agar chahata to issay thehra hua hi ker deta. Phir hum ney aftab ko issi per daleel banaya.
क्या तुम ने अपने रब को नहीं देखा कि कैसे फैलाई छाया? यदि चाहता तो उसे स्थिर रखता। फिर हम ने सूर्य को उस का पता देने वाला बनाया,