And when We intend to destroy a city, We command its affluent but they defiantly disobey therein; so the word comes into effect upon it, and We destroy it with [complete] destruction.
Aur jab hum kissi basti ki halakat ka irada ker letay hain to wahan kay khushaal logon ko ( kuch ) hukum detay hain aur woh uss basti mein khulli na-farmani kerney lagtay hain to unn per ( azab ) ki baat sabit hojati hai phir hum ussay tabah-o-barbad ker detay hain.
और जब हम किसी बस्ती को हलाक करना चाहते हैं तो उसके ख़ुश-ऐश लोगों को हुक्म देते हैं फिर वे उसमें नाफ़रमानी करते हैं, तब उन पर बात साबित हो जाती है फिर हम उस बस्ती को तबाह व बरबाद कर देते हैं।
Each of them denied the messengers, so My penalty was justified.
Inn mein say aik bhi aisa na tha jiss ney rasoolon ki takzeeb na ki ho pus meri saza inn per sabit hogaee.
उन में से प्रत्येक ने रसूलों को झुठलाया, तो मेरी ओर से दंड अवश्यम्भावी होकर रहा
And the companions of the thicket and the people of Tubba'. All denied the messengers, so My threat was justly fulfilled.
Aur aeeka walon ney aur tubba ki qom ney bhi takzeeb ki thi.sab ney payghambron ko jhutlaya pus mera wada-e-azab inn per sadiq aagaya.
अल-ऐका' वाले और तुब्बा के लोग भी झुठला चुके हैं। प्रत्येक ने रसूलों को झुठलाया। अन्ततः मेरी धमकी सत्यापित होकर रही