Those whom they invoke seek means of access to their Lord, [striving as to] which of them would be nearest, and they hope for His mercy and fear His punishment. Indeed, the punishment of your Lord is ever feared.
Jinhen yeh log pukartay hain khud woh apney rab kay taqarrub ki justujoo mein rehtay hain kay inn mein say kaun ziyada nazdeek hojaye woh khud uss ki rehmat ki umeed rakhtay aur uss kay azab say khifzada rehtay hain ( baat bhi yehi hai ) kay teray rab ka azab darney ki cheez hi hai.
जिनको ये लोग पुकारते हैं वे ख़ुद अपने रब का क़ुर्ब ढूंढते हैं कि उनमें से कौन सबसे ज़्यादा क़रीब हो जाए और वे अपने रब की रहमत के उम्मीदवार हैं और वे उसके अज़ाब से डरते हैं, वाक़ई आपके रब का अज़ाब डरने ही की चीज़ है।
And it is He who sends down the rain after they had despaired and spreads His mercy. And He is the Protector, the Praiseworthy.
Aur wohi hai jo logon kay na-umeed hojaney kay bad barish barsata hai aur apni rehmat phela deta hai. Wohi hai kaar saaz aur qabil-e-hamd-o-sana.
वही है जो इस के पश्चात कि लोग निराश हो चुके होते हैं, मेंह बरसाता है और अपनी दयालुता को फैला देता है। और वही है संरक्षक मित्र, प्रशंसनीय!