Wealth and children are [but] adornment of the worldly life. But the enduring good deeds are better to your Lord for reward and better for [one's] hope.
Maal-o-aulad to duniya ki hi zeenat hai aur ( haan ) albatta baqi rehney wali nekiyan teray rab kay nazdeek azrooy-e-sawab aur ( aaeenda ki ) achi tawaqqa kay boht behtar hain.
माल और बेटे तो केवल सांसारिक जीवन की शोभा है, जबकि बाक़ी रहने वाली नेकियाँ ही तुम्हारे रब के यहाँ परिणाम की दृष्टि से भी उत्तम है और आशा की दृष्टि से भी वही उत्तम है
And Allah increases those who were guided, in guidance, and the enduring good deeds are better to your Lord for reward and better for recourse.
Aur hidayat yafta logon ko Allah Taalaa hidayat mein barhata hai aur baqi rehney wali nekiyan teray rab kay nazdeek sawab kay lehaz say aur anjam kay lehaz say boht hi behtar hain.
और जिन लोगों ने मार्ग पा लिया है, अल्लाह उन के मार्गदर्शन में अभिवृद्धि प्रदान करता है और शेष रहने वाली नेकियाँ ही तुम्हारे रब के यहाँ बदले और अन्तिम परिणाम की स्पष्ट से उत्तम है