And when the believers saw the companies, they said, "This is what Allah and His Messenger had promised us, and Allah and His Messenger spoke the truth." And it increased them only in faith and acceptance.
Aur eman daron ney jab ( kuffar kay ) lashkaron ko dekha ( bay saakhta ) keh uthay! Kay enhin ka wada humen Allah Taalaa ney aur uss kay rasool ney diya tha aur Allah Taalaa aur uss kay rasool ney sach farmaya aur iss ( cheez ) ney unn kay eman mein aur shewa-e-faman bardari mein aur izafa ker diya.
और जब ईमान वालों ने सैन्य दलों को देखा तो वे पुकार उठे, "यह तो वही चीज़ है, जिस का अल्लाह और उस के रसूल ने हम से वादा किया था। और अल्लाह और उस के रसूल ने सच कहा था।" इस चीज़ ने उन के ईमान और आज्ञाकारिता ही को बढ़ाया
And they swore by Allah their strongest oaths that if a warner came to them, they would be more guided than [any] one of the [previous] nations. But when a warner came to them, it did not increase them except in aversion.
Aur inn kufaar ney bari zor daar qasam khaee thi kay inn kay pass agar koi daraney wala aaye to woh her aik ummat say ziyada hidayat qabool kerney walay hon. Phir jab inn kay pass aik payghumbar aa phonchay to bus inn ki nafrat hi mein izafa hua.
उन्होंने अल्लाह की कड़ी-कड़ी क़समें खाई थी कि यदि उन के पास कोई सचेतकर्ता आए तो वे समुदायों में से प्रत्येक से बढ़कर सीधे मार्ग पर होंगे। किन्तु जब उन के पास एक सचेतकर्ता आ गया तो इस चीज़ ने धरती में उन के घमंड और बुरी चालों के कारण उन की नफ़रत ही में अभिवृद्धि की,
And those who are guided - He increases them in guidance and gives them their righteousness.
Aur jo log hidayat yafta hain Allah ney unhen hidayat mein aur barha diya hai aur unhen unki perhezgari ata farmaee hai.
रहे वे लोग जिन्होंने सीधा रास्ता अपनाया, (अल्लाह ने) उन के मार्गदर्शन में अभिवृद्धि कर दी और उन्हें उन की परहेज़गारी प्रदान की