And We placed between them and the cities which We had blessed [many] visible cities. And We determined between them the [distances of] journey, [saying], "Travel between them by night or day in safety."
Aur hum ney unn kay aur unn bastiyon kay darmiyan jin mein hum ney barkat dey rakhi thi chand bastiyan aur ( abad ) rakhi thin jo bar sir-e-raah zahir thin aur inn mein chalney ki manzilen muqarrar kerdi thin inn mein raton aur dino ko ba-aman-o-amaan chaltay phirtay thay.
और हम ने उन के और उन बस्तियों के बीच जिनमें हम ने बरकत रखी थी प्रत्यक्ष बस्तियाँ बसाई और उन में सफ़र की मंज़िलें ख़ास अंदाज़े पर रखीं, "उन में रात-दिन निश्चिन्त होकर चलो फिरो!"
They will not fight you all except within fortified cities or from behind walls. Their violence among themselves is severe. You think they are together, but their hearts are diverse. That is because they are a people who do not reason.
Yeh sab mill ker bhi tum say larr nahi saktay haan yeh aur baat hai kay qila band muqamaat mein hon ya deewaron ki aarh mein hon inn ki laraeeto inn mein aapas mein hi boht sakht hai go aap enhen mutahid samajh rahey hain lekin inn kay dil dar asal aik doosray say juda hain iss lie kay yeh bey aqal log hain.
वे इकट्ठे होकर भी तुम से (खुले मैदान में) नहीं लड़ेगे, क़िलाबन्द बस्तियों या दीवारों के पीछे हों तो यह और बात है। उन की आपस में सख़्त लड़ाई है। तुम उन्हें इकट्ठा समझते हो! हालाँकि उन के दिल फटे हुए हैं। यह इसलिए कि वे ऐसे लोग हैं जो बुद्धि से काम नहीं लेते