And it is Allah who sends the winds, and they stir the clouds, and We drive them to a dead land and give life thereby to the earth after its lifelessness. Thus is the resurrection.
Aur Allah hi hawayen chalata hai jo badlon ko uthati hain phir hum badlon ko khusk zamin ki taraf ley jatay hain aur iss say uss zamin ko uss ki maut kay baad zindah ker detay hain. Issi tarah soobara ji uthna ( bhi ) hai.
अल्लाह ही तो है जिस ने हवाएँ चलाई फिर वह बादलों को उभारती हैं, फिर हम उसे किसी शुष्क और निर्जीव भूभाग की ओर ले गए, और उस के द्वारा हम ने धरती को उस के मुर्दा हो जाने के पश्चात जीवित कर दिया। इसी प्रकार (लोगों का नए सिरे से) जीवित होकर उठना भी है
It is He who made the earth tame for you - so walk among its slopes and eat of His provision - and to Him is the resurrection.
Woh zaat jiss ney tumharay liye zamin ko past-o-mutee kerdia takay tum uss ki raahon mein chaltay phirtay raho aur Allah ki roziyan khao ( piyo ) ussi ki taraf ( tumhen ) ji ker uth khara hona hai.
वही तो है जिस ने तुम्हारे लिए धरती को वशीभूत किया। अतः तुम उस के (धरती के) कन्धों पर चलो और उस की रोज़ी में से खाओ, उसी की ओर दोबारा उठकर (जीवित होकर) जाना है