Then we caused to inherit the Book those We have chosen of Our servants; and among them is he who wrongs himself, and among them is he who is moderate, and among them is he who is foremost in good deeds by permission of Allah . That [inheritance] is what is the great bounty.
Phir hum ney unn logon ko ( iss ) kitab ka waris banaya jin ko hum ney apnay bandon mein say pasand farmaya. Phir baazay to inn mein apni jano per zulm kerney walay hain aur baazay inn mein mutawassit darjay kay hain aur baazay inn mein Allah ki tofiq say nekiyon mein taraqqi kiye chalay jatay hain. Yeh bara fazal hai.
फिर हम ने इस किताब का उत्तराधिकारी उन लोगों को बनाया, जिन्हें हम ने अपने बन्दो में से चुन लिया है। अब कोई तो उन में से अपने आप पर ज़ुल्म करता है और कोई उन में से मध्य श्रेणी का है और कोई उन में से अल्लाह के कृपायोग से भलाइयों में अग्रसर है। यही है बड़ी श्रेष्ठता। -
And We blessed him and Isaac. But among their descendants is the doer of good and the clearly unjust to himself.
Aur hum ney ibrahim-o-ishaq ( al-e-heem-us-salam ) per barkaten nazil farmaeen aur inn dono ki aulad mein baazay to nek bakht hain aur baaz apnay nafs per sareeh zulm kerney walay hain.
और हम ने उसे और इसहाक़ को बरकत दी। और उन दोनों की संतति में कोई तो उत्तमकार है और कोई अपने आप पर खुला ज़ुल्म करने वाला